Wednesday, 8 March 2017

" Kashi Karana " ka kya matalab hai ?

Satya Hindu Dharm Sabha

Kashi ek bahut hi puratan nagari hai.Nagari ka matalab hota hai Nag Vanshi logo ki basti ya shahar .

Pure Bharat par Non Brahmin Nag Vanshi logo ka raj tha . Nago ke raja ko Gan Raj kaha jataa tha aur Nag Vanshi sabhi logo ko Gan kaha jaata tha. Kisi samay Nago ke Gan Raj ke mukhiya Bhagwan Shiv the jin ka pure Bharat par ek chhatra raj tha .

Videshi Brahmins jab es desh me ghus kar apane paav pasarna cha rahe the tab unho ne sam dam dand bhed ye sabhi marg ko apana kar es desh ke logo me bhedbhav nirman kar apana raj nirman karane ki koshis ki thi . Sam , Dam , Dand Bhed ke sath sath Videshi Brahmins apani sunder aurate jaise Rabha , Urvashi , Menka enko bhi Native Rulers ko bahakane ke liye lagate the .

Shiv ki shadi Parvati namak Brahmin kanya se huva par vo Brahma aur uske beto ko pasand nahi tha . Es baat par krodhi ho kar Shiv ne Brahma ka sar kat diya , use mar diya . Brahma mar gaya.

Jaha Brahma ko mara gay vahi Kashi hai.

एक कथा है कि जब भगवान शंकर ने क्रुद्ध होकर ब्रह्माजी का सिर काट दिया, तो , वह स्थान कपालमोचन-तीर्थ कहलाया। महादेव को काशी इतनी अच्छी लगी कि उन्होंने इस पावन पुरी तब से काशी उनका निवास-स्थान बन गया।

Kisi ki Kashi karane ka yahi matalab hota hai buraya ko mitana .

Mahadev ke es nagari Kashi se hame yahi prerana leni chahiye , Brahminwadi , Varnwad , Jaatiwad , Bhedbhav mitana chahiye .

Nativist D.D.Raut,
Pracharak ,
Satya Hindu Dharm Sabha

Our Message to Nation : Janeu Chhodo , Bharat Jodo

No comments:

Post a Comment